Allah Poetry In Urdu, Text And Images

Allah Poetry In Urdu, Text, And Images

We have compiled the best Allah poetry in Urdu collection for our readers. This Islamic poetry collection includes high-quality images which can be downloaded and shared on social media and WhatsApp status.

Team Urdu Feed keeps on publishing such content for its readers. Keep coming back to read awesome Urdu poetry, Urdu quotes, and Islamic content.

Allah Poetry In UrduAllah Shayari

مجھے زندگی میں قدم قدم تیری رضا کی تلاش ہے
تیرے عشق میں اے الله مجھے انتہا کی تلاش ہے
Mujhy Zindgi Main Qadam Qadam Teri Raza Ki Talash Hai
Teray Ishq Main Aye Allah, Mujhay Intaha Ki Talash Hai
Allah Poetry In Urdu
Allah Poetry In Urdu
مایوس کیوں کھڑا ہے؟
اللہ بہت بڑا ہے
Mayoos Kun Khara Hai?
Allah Bohat Bara Hai
Allah Poetry In Urdu Copy Paste
Allah Poetry In Urdu Copy Paste

Deep Allah Poetry In Urdu

دل پاک نہیں تو پاک ہوسکتا نہیں انساں
ورنہ ابلیس کو بھی آتے تھے وضو کے فرائض بہت
Dil Pak Nahi To Pak Ho Sakta Nahi Insan
Warna Iblees Ko Bhi Attay Thay Wazu Ka Faraiz Bohat
زمانے کا سہارا تو بظاہر اِک دکھاوا ہے
حقیقت میں مجھے میرا اللٰہ گرنے نہیں دیتا
Zamany Ka Sahara To Bazahir Ik Dikhawa Hai
Haqiqat Main Mujhy Mera Allah Girnay Nahi Deta
Poetry About Allah Love In Urdu
Poetry About Allah Love In Urdu
جس نے سُکھ میں اپنے رب کا شُکر ادا کیا
اُسنے دُکھ میں اپنے رب کو اپنے قریب پایا
Jiss Nay Sukh Main Apny Rab Ka Shukar Ada Kia
Us Nay Dukh Main Apny Rab Ko Apny Qarib Paya
Deep Allah Poetry In Urdu
Deep Allah Poetry In Urdu

Poetry About Allah Love In Urdu

وہ ایک سجدہ جسے تو گراں سمجھتا ہے
ہزار سجدوں سے دیتا ہے آدمی کو نجات
Woh Aik Sajda Jisay Tu Garan Samajhta Hai
Hazar Sajdon Sa Deta Hai Admi Ko Nijaat
جو چاہئے سو مانگیے اللہ سے امیرؔ
اس در پہ آبرو نہیں جاتی سوال سے
Jo Chahye So Mangye Allah Sa Ameer
Iss Dar Pa Abroo Nahi Jati Sawal Say
Ishq Allah Poetry In Urdu
Ishq Allah Poetry In Urdu

Allah Poetry In Urdu Copy Paste

بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نومیدی
مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے؟
Butoon Sy Tujh Ko Umeedain, Khuda Sy Na Umeedi
Mujhay Bata To Sahi Aur Kafri Kia Hai?
اللہ کے گھر دیر ہے اندھیر نہیں ہے
تو یاس کے موسم میں بھی امید کا فن سیکھ
Allah Ka Ghar Dair Hai Andhair Nahi Hai
Tu Yaas Ka Mausam Main Bhi Umeed Ka Fun Seekh
حرم پاک بھی، اللہ بھی، قرآن بھی ایک
کچھ بڑی بات تھی ہوتے جو مسلمان بھی ایک
Haram Pak Bhi Allah Bhi Quran Bhi Aik
Kuch Badi Baat Thi Hotay Jo Musalman Bhi Aik
Allah Shayari
Allah Shayari
رکھتے ہیں جو اللٰہ کی قدرت پہ بھروسہ
دنیا میں کسی کی وہ خوشامد نہیں کرتے
Rakhtay Hain Jo Allah Ki Qudrat Pa Bharosa
Dunya Main Kisi Ki Woh Khushamand Nahi Karty
جب میں کہتا ہوں کہ یا اللٰہ میرا حال دیکھ
حکم ہوتا ہے کہ اپنا نامۂ اعمال دیکھ
Jab Main Kehta Hon Keh Ya Allah Mera Haal Daikh
Hukam Hota Hai Keh Apna Nama e Amaal Daikh
Allah Shayari Urdu
Allah Shayari Urdu
اللہ اگر توفیق نہ دے انسان کے بس کا کام نہیں
فیضان محبت عام سہی عرفان محبت عام نہیں
Allah Agar Taufique Na Day Insan Ka Bus Ka Kaam Nahi
Faizan e Mohabbat Aam Sahi Irfan e Mohabbat Aam Nahi
سکھ میں ہوتا ہے حافظہ بے کار
دکھ میں اللہ یاد آتا ہے
Sukh Main Hota Hai Hafiza Bekaar
Dukh Main Allah Yaad Ata Hai
Allah Poetry Urdu
Allah Poetry Urdu

Allah Poetry In Urdu 2 Lines

گلا تو گھونٹ دیا اہل مدرسہ نے ترا
کہاں سے آئے صدا لا الٰہ الا اللہ؟
Gala To Ghont Dia Ahl e Madrisa Na Tera
Kahan Sa Aye Sada La Ilah a Il Allah?
خدا کا ڈر نہ ہوتا گر بشر کو
خدا جانے یہ بندہ کیا نہ کرتا
Khuda Ka Darr Na Hota Gar Bashar Ko
Khuda Janay Yeh Banda Kia Na Karta
ہو نہ مایوس خدا سے بسملؔ
یہ برے دن بھی گزر جائیں گے
Ho Na Mayoos Khuda Sa Bismil
Yeh Buray Din Bhi Guzar Jain Gy
Best Allah Poetry In Urdu
Best Allah Poetry In Urdu

Ishq Allah Poetry In Urdu

وعدہ معاوضے کا نہ کرتا اگر خدا
خیرات بھی سخی سے نہ ملتی فقیر کو
Wada Mawazay Ka Na Karta Agar Khuda
Khairat Bhi Sakhi Sa Na Milti Faqeer Ko
Allah Poetry In Urdu 2 Lines
Allah Poetry In Urdu 2 Lines
خدا نے آج تک اس قوم کی حالت نہیں بدلی
نہ ہو جس کو خیال آپ اپنی حالت کے بدلنے کا
Khuda Na Aj Tak Us Qaum Ki Halat Nahi Badli
Na Ho Jiss Ko Khayal Ap Apni Halat Badalnay Ka

Final Words On Allah Poetry In Urdu

We hope you loved reading our above Allah poetry in Urdu collection. We love to hear back from our audience.

Share your thoughts, suggestions, and corrections by commenting, emailing, and messaging through social media pages. Our support team responds back to all queries in quick time.

Leave a Reply